Tuesday, May 10, 2011

sAntA n gOd...

Santa nadi mein gir gya,usne bhagwan ko kaha- rabba mainu bahar nikal de,m tere chawal chadaunga. rab ne usko bahar nikal diya.
Bahar nikal k kehta-kaun se chawal...

Rab ne usko fir nadi mein gira diya

santa- arre bhagwan,m to poochh rha hai 'kaun se chawal' 'Meethe k namkeen..??

No comments:

Post a Comment