Saturday, December 28, 2013

Happy new year 2014

2013 Tezi se Guzar raha hai...

Agar maine apko koi dukh diya ho ya meri wajah se apko koi takleef hui ho to.....

Plz

zara sochiye..
Pehle aap ne hi koi panga liya hoga..
warna aisa to ho hi nahi sakta k mere jaisa... Masoom
Samajhdar
insan aap ke saath kuch bura kare

Agar aap samajhdar hain to mujh se sorry bol dain..
Dil ke hum bohot achhe hai shayad maaf ker den...

Batana mera farz tha Baqi aap ki marzi.....